![]() dekha hai pehli baar her larki ki aankhon main pyar ab jaa kay aaya mujhe nazar 'steroid' ka kamaal Actual Song: "Dekha hai pehli baar" - Sajan Mere baap ki - umar ho - itni sanam Teri maa say shuru, teri maa pay khatam Actual Song: "Mere pyar ki umar ho itni sanam" soldier soldier, pressure cooker khol ker sabzi meri uraa lay gaya Actual Song: "Soldier, Soldier, meethi baatain bol ker" kabhi botal lay aayain kabhi daroo bhi layain koi dekh lay na hamain yahan chalo basement main jayain hum chalo daaroo pilayain, chalo daaroo pilayain chalo daaroo pilayain sanam Actual Song: "Kabhi disco main jayain - Bade Mian Chote Mian" jadoo hai, teri maa ka jadoo jo mere baap pay chaanay laga diwani meri yeh to bata kya kiya teri maa nay mera baap to suthhiya nay laga Actual Song: "jadoo hai tera hi jadoo" - Ghulam yeh mera hai phatak yeh mera hai bangla di kis nay dastak dekho kaun aaya aray yeh to ramoo doodh wala aaya saalay nay phir kya aaaaaaaj paani milaya. daiya. paani milaya Actual Song: "Yeh kis ki hai aahat" - Devdas Kuch Kuch Hota Hai, Exam paas aaye, sir mera dukhaye Teacher ne na jaaane kyun, dande dikhaye, Ab to mera sir, jaage na sota hai, Kya karoon haye, kuch kuch hota hai.... Actual Song: "Kuch kuch hota hai" Rafta Rafta dekho aankh meri lari hai Aaankh jis se lari hai woh meri maa se bhi bari hai Actual Song: Unknown Mard taange waala Hoon main mard taaange wala Mujhe teacher kya marega Main to hoon principal ka saaala Actual Song: "Mard taangay wala" - Mard Do choar, churaa rahay thay magar, chupkay chupkay kaisi thi unhain beqarari dil main thi umangay jagay sab kuch nazar aa raha tha kahan pay hain rokray chupay kya hai koi bhi, nahi ho agar ghar main thi, khamoshi magar Do choar, churaa rahay thay magar, chupkay chupkay Actual Song: "Do dil mil rahay thay" - Pardes tum bin piya jaye kaise kaise piya jaye tum bin dahi bina kya lassi lassi kya dahi bin lay aao, chotoo jaa kay yeh dil keh raha hai Actual Song: "Tum bin jiya jaye kaise" - Tum Bin phansana bhi nahi aata manana bhi nahi aata bari kathin yeh mohabbat hai pataana bhi nahi aata Actual Song: "Chupana bhi nahi aata" - Baaziger aatay jaatay, girtay sambhaltay na jaanay mujhe hai kis saharay ka intezaar woh ghumta hua sir, thaka hua sa asar kerta hai jeewan ko kitna khwaar yehi sach hai, shayad, maine bhaang piya haan haan, maine, phir bhaang piya Actual Song: "Yehi sach hai shayad" - Maine Pyar Kiya what is your cc number what is your dc number karna hai kangaal tere baap ko what is his checking acct. number Actual Song: "What is your mobile number" baaziger o baaziger dil walon ka tu dilbar mera dil tha akela tujh pay haath aisa phera teri jaib kaati saal saal bhar Actual Song: Baaziger |