![]() Maine tujhe dekha Dekhta raha, Dekhta hi gaya Phir mujhe chashma lag gaya Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge Aaj phir aaye hitchkiyaan Dil-E-Nasaad mujhe Shayad us sokh ne bhul e se yaad kiya mujhe Aaakhain taras gaye tumhara khyal aa gaya Ab to chehra dikha do, naya saal aaa gaya Gul Gaye Gulshan Gaye, Gul Ke Patte Rah Gaye Sare Shayair Mar Gaye, Tum Ullu Ke Pathe Rah Gaye Paida hua Wakeel (advocate) to Shaitaan nay kaha Lo aaj main bhee Sahab-e-Aulad ho gaya. Jahaan gaaye the khushiyon ke taraane, Muqaddar dekhiye roye wahiin par Hue masjid se Gum juute hamaare, JahaaN se paaye the, khoye wahiin par Ghar ghar main diya jale To diwali mat samjho Agar main tera peeche paroon To mawali mat samjho Khud ko kar buland itnaa Kay Himaalay ki choti pe jaa pahunche Aur khuda tumse puche Abe gadhe, ab utrega kaise Janaza Mera Nikla, Duniya Dekh Ne Nikli Magar Woh Zalim Na Nikli, Jiske Liye Mera Janaza Nikla |